Care of Health
Please care of health in these days because in the city area and town area. Aj kal bohat shoor ki waja say log apni smahat khoh bethtay hain. Kun ke shoor insani sehat k lye nuqsan deh hay aur is say life / age (umar) bhi kam hoti hay aur kanon ki smahat par bhi bura asar parta hay.
Hifazti tadabir
1. Apnay ap ko shoor aur trafic k rash say door rakhain.
2. Kabi bhi girdogubar k nazdeek na jain.
3. Apnay bachon / Childrens ko alodgi k qareeb na janay dain.
4. Kora kirkat k dhair na lagnay dain.
5. Basi ashia, sabzion, phal faroot ka istamal har giz na karin.
Note:- Mazeed malomat k leye hamaray blog ka vist karin aur amal karin. Thanks
Care of Health
Post a Comment