Sehat ki Hifazat (Health care ) is mosam main
In dinon mosam ki tabdili ho rahi hay Pakistan main har taraf mosam change ho raha hay aur is hawalay say sehalth (Health) care bohat Zarori hay. Chand aik tadabir darj zail hain:-
1. Khany peenay ki ashia dhamp kar rakhin.
2. Pani ziada dair tak aik jaga jama na honay dain.
3. Gali sari cheezon ka astamal na karin is say health condition down honay k amkanat barh jatay hain.
4. Apnay jisam aur kapron ki safai rakhin.
5. Achi sehat (Health) k leye sabziun ka astamal karin.
Post a Comment